Mi TV 4/4A PRO Best Display & Sound Settings | Full blog in hindi

Hi, Friends aaj ke blog mein ham baat karenge ki aap MI TV 4A Pro ki picture quality ko kaise  setting achcha kar sakte hain aur ham yah bhi janenge ki audio audio quality ko thoda improve kare aur basei banaye. Sabse pahle aap apne MI TV 4A Pro ko switch on karenge. TV ke switch on hone ke bad aap settings wale option mein jaenge.
Settings mein jaane ke bad aap device preferences wale option per click karenge.
Device prefences me jane ke bad  niche aapko picture wala option milega uspe click karenge.
Iske bad aap colour temperature wale option per click karenge. 
Usmein "Standard" wale option ko choose karenge.
Niche back light wale option per click karenge.
Option me ane ke bad app backlight ko 50 tak select karenge.
Last mein "Dynamic backlight" wale option me jayenge agar ye off hoga toh use apko "On" karna hoga.
Uske bad aap Upar app "Custom settings" wale option per click karenge.
Custom setting me ane ke bad apko sabse phale "Brightness 48" per adjust karni hai, "Contrast 55" par adjust karna hai, "Saturation 55" par adjust karna hai, "Sharpness 50" par adjust karni ha,  "Hue 50" par adjust karna hai. Sabhi option ko particular length par select karna hai agar apko upar samjh nahi aya niche photo me aap dekh kar length select kar sakte hai.
Adjust karke aap back karenge. Fhir aap sound wale option per jaenge.
Custom wale option per click karenge.
Jab aap custom wale option ko open karenge usme aap "100 Hz ko 7db" per select karenge. "300 Hz ko 3db" per select karenge. "1000 Hz 0db" per select karenge. "3500 Hz ko 4db" par select karenge. "10000 Hz ko 9db" per select karenge.
Sabhi option ko particular length par select karna hai agar apko upar samjh nahi aya niche photo me aap dekh kar length select kar sakte hai.
Iske bad aap
back jaenge ab hamari audio quality ki setting humne best kar diya aur hamen best result dekhne ko milega. 


Ummid Karta Hun ki yah blog aapko informative Laga hoga. Agar aapko yah Mera blog achcha laga to aap mere Youtube Channel Ko subscribe kar sakte hai. Youtube channel me apko Pc/Laptop ki problems ka solution/ Software related query Ka solution aur bhi bhaut Informative video mil jayegi. Subscribe karne ka link apko niche mil jayega. Agar aapko ismein aur bhi koi problem yah query ho to aapko iska full video niche blog mein mil jaega aap vahan jakar is video Ko dekhkar aap apni sari problems ko dur kar sakte hain. 

Thank You

Post a Comment

0 Comments